Wednesday, January 25, 2012

lyrics

na jaane kyun, hotaa hai ye zindagi ke saath
achaanak ye man
kisi ke jaane ke baad, kare phir uski yaad
chhoti chhoti si baat, na jaane kyun


wohi hai safar, hai nahin
pass mere magar, ab meraa hamsafar
idhar udhar dhoondhe nazar wohi hai dagar

kahaan gayin shaamen madbhari
wo mere, mere wo din gaye kidhar
na jaane kyun, hotaa hai ye zindagi ke saath
achaanak ye man
kisi ke jaane ke baad, kare phir uski yaad
chhoti chhoti si baat, na jaane kyuun ........

No comments:

Post a Comment